Delhi metro map image route wallpaper download pdf nearest station list rules time penalty in hindi

delhi metro map ki puri jankari hindi mein with image:

Delhi metro map image download kare. Iske liye apko delhi metro route map image par right click karna hoga orh apne mobile or computer me save karna hoga. Aksar log delhi metro me safar karte hai toh aunhko pat nhi chal pata ki unhe apnea destination par pahuchne ke liye kon si train pakadni hogi. Ase me ya toha pp metro ke gate par lage metro map par dekh par apni destination ko dhund sakte hia. Par agar apki destination uss metro map me na ho toh. I mean agar woo dusri metro line me ho.

 

delhi metro map ki puri jankari hindi mein with image

 

 

 

delhi metro image hindi

 

Example: agar app delhi metro yellow line me safar kar rahe ho. But apko pitampura jana hai ase me agar app delhi metro ke gate par bane map par dekhe toh app uss time wha apni destination (pitampura) ke liye koi jankari nhi paoge. Ase me app ya toh apne mobile se delhi metro route map image ko search karoge takki app apni destination ke liye information le sake. Or app apne sath bethe passenger se puchogo ki muje pitampura jane ke liye kon si metro pakadni hogi. Toh apko batayega ki apko kashmiri gate se apni metro badalkar red line meto pakadni hogi.

 

 

 

Yaha par pani suvidha ke liye apke liye best option ye hai ki ya toh app delhi metto station se delhi metro map pepar le le. Or app anne mobile me delhi metro map kar le.

 

 

Agar app delhi me metro rail ki service ki baat kare toh wo delhi metro ki baje se bilkul badal gaya hai. Delhi metro ne delhi ke transportation ka pura roop hi change kar diya hai. Abb log delhi me kahii gumne jate hai toh wo delhi metro me safar karna jyada pasand karte hai. Agar appko kahii long tour par jana ho jaha delhi metro ki service bhi wo toh app ani personal car ki apesha delhi metro ki seva lena chahoge. Kyuki ase me apke 2 fayde hai. 1st to apko traffic me nhi fasna hoga apke time save hoga.iske alawa ye apki paise ke liye bhi acha hai delhi meto me travelliing karne se apke paise bhi bachte hia.

 

Example: agar app north delhi me model town metro station ke paas rehte hai. Orh pako huda city metro staion jana hai. Ase me apke pass 2 option hai or toh app anni personal vehicle I mean car se gaynge or app delhi metro ka use karenge. Agar app apna personal car se gurgaon jate hati oth apke kamse kaam 500 rupees ka petrol lag jayega. Lekin agar appp delhi metro se traveling karke huda city metro station jate hai. Toh apke matra 30 ruppes lagte hai. It mean apko 500-30= 470 rupees ki saving hogi. Iske awala ye route by car jana bada hi muskil hai app traffic me fas sakte hai. Apko delhi metro me traveling karte time iss batt ka dhayar rakhna chahiye ki appke pass  or koi pdf file ho. Takki app apni destination ko delhi metro route me dekhkar sahi metro ko pakad paye. Orh app time se apni destination me pahuch sake.

 

 

 

Delhi metro ke bare me kuch information- delhi metro map route :

 

17 may 2016 union urban dev. Minister M. venkajah ji and arvind kejriwal ji (delhi chief minister) mikar delhi metro ki trial run kit hi. Ye metro trial travelling mukundpur metro staion se majalis park metro station tak ki thi. Delhi metro ne delhi ki transportation ka rup hi badal diya. Ab logo ko buso me jane ke alawa metro me jane ka option bhi mil gya. Jisse sadko par kam traffic ho gya. Orh delhi ka transportation me positive sudhar ho gaya.

 

 

Delhi me jo bhi turist ata hai wo sabse pehle delhi metro me traveling karna chahta hai. Iske liye wo nearest delhi metro station jata hai. Delhi metro ke station ka infrastructure orh design passanger ke comfort ko dhyarn me rakhte hue banaya gaya hai. Delhi metro ke sation almost  puri delhi ko cover karte hai. Delhi metro route map me 125 se jyada station hai jo lagbhag 190 kilometer ki area ko cover karte hai. Orh iske khas bat ye hia ki kuch sation underground bane hai jisse ki traffic ko koi problem nhi hoti hai.

 

 

 

 

Delhi metro ko delhi me hone wale commonwealth 2010 game ke liye banaya gya tha. Takki jab commonwealth game hoye toh bahar se ane wale logo ko traveling me koi problem na ho. Delhi metro se ek orh toh delhi ka traffic control me aaa gaya dusri orh logo ko traveling karne ka 1 new option bhi mil gaya tha. Jo confertable toh tha hi sath sath wo economical bhi tha. It mean app app kam paise karch karke delhi me kafii bhi aasani se traveling kar sakte hai. Orh delhi metro se iss traveling ke time ko orh jyada asan bana diya delhi metro map ki facility dekar. Ab log asani se apni journey se pehle hi delhi metro map me apni destination ko dekh sakte hai. Wo asani se andaja laga sakte hai. Ki unh eek specific metro station me jane me kitna time lagega. Orh wo uss destination ke liye nearest metro staion kon sa hai.

App ye sari information apne mobile se google search karke bi dekh sakte hai. Orh app delhi metro map ko metro se kisi bhi staion me jakar mang sakte hai.

 

 

 

 

 

 

Delhi metro station par nearby milne wali facility:

 

Agar app delhi metro me safar kar rahe hai. Toh apko kaffi facility mitli hai. Jo apko dusre traveling sadhan me nhi milit hai. Ase sari facility ka discuss ham yaha karnge.

 

 

1.Atm facility- Delhi metro map image route :

agar app delhi metro me travelling kar rahe hai. Orh apko paise ki jarurat hai. Toh appp kisi bhi meto station se exit karke atm se paise nikal sakte hai. Jyadatak metro station ke bahar atm machine hoti hai.

 

 

 

 

 

 

2. Food facility- Delhi metro  map image route:

delhi metro me travelling karte time agar apko bhuk laga jaye toha pp metro station me nearby milne wale stall se apne liye coldring, burgur , snacks etc kharid sakte hai. Iskle awala ajkal metro station ke pass popular food outlets bhi milte hai. Jaise ki nirulas, caffe coffee day, mcdee , dominose etc.  app in outlets me jakar apne man fasand ki foods or cold drinks pi sakte hai. Metro ke under hone ke karan yaha par apko waha ki pollution or traffic se bachne ka moka milta hai. Iske awala app meto ke air condition atmosphere ko bi enjoy kar sakte hai.

 

 

 

 

 

 

3. Metro card facility- Delhi metro map image route:

agar app ghanto line me ticket ke liye wait karne se bachna chahte hai. Toh apke liye special metro card facility start ki hai jisme app delhi metro me apne metro card ke liye apply kar sakte hia. Iske liye apko 200rs dene honge 50 ruppes apke security ke liye deposite ho jate hai. Jo ki refundable hote hai. App apne metro card ko recharge karke metro me lagi ticket ki lambi line se bach sakte hai. Iske liye app apne metro card ko time se recharge kare. Metro card se travelling karne ke kffii fayde hai. 1st to ticket ki line se bachte hai. And 2nd appko 1 percent ka discount milta hia. It mean agar appp 1000rs kaa apne metro card ko recharge kare toha apko 1000rs ka 1% = 10 milega.

 

Latest update may 2016, delhi metro ne metro card ko online recharge karne ke option pane passange ko uplabh karaya. App logo ko metro card ko recharge karne ke liye line me lagne ki koi jarurat nhi hai. App wo apne bank se directly apne metro card ko recharge kar sakte hai. Metro card ko online recharge karne ki facility sabse pehle icici bank ko di gai hai. Agar apka icici bank me account hai toh app asaani se apni meto card ko recharge kar sakte hai.

 

 

 

 

 

4.Jayad coches- Delhi metro map image route:

Ye delhi metro ki hi 1 pehle hai jisme usne apne passangers ka dhyan rakha hai. Isme wo jayada crowd wale station jaise ki kashmiri gate, rajiv chock par 6 se badhakar 8 choches kar diye gaye. Takki in staion par crow ko control kar liye jaye. Ohr logo ko meto me travelling karne me asani ho. Iske alawa delhi metro ki hi ye pehal hai jisme unhone ladies ke liye alag coch annouch kar  diya hai. It mean app ladies ke travelling karna orh jyada assaann ho gaya. Abb wo metro ke 1st coach me asanii se traveling kar sakti hai. Jaise ki apko pata hi hai delhi metro me security ke liye kaffi dhyan diya jata hai. Jo ki delhi meto me safar karne wale har travelrs ke liye jaruri hai. Orh jab delhi metro ne ladies ke liye special caches ki baat kari toh ye orh jayda suvidajanak ho gya delhi me rehne wali girls and ladies ke liye.

 

 

 

 

 

5. Additional trip route – Delhi metro map image route:

 

Delhi metro apne passenger’s ki comfort ka kaffi dhyan rakhti hai. Isi liye delhi metro ne passengers ka dhayan rakhte hue addition route start kiya jo ki kashmiri gate orh gurgaon ke bich hai. Ase hi similar route janakpuri west to vaishali route ohr noida city center ohr dwarka sec 21 ke liye bhi start hua.

 

 

 

 

 

 

Delhi metro route map:

Agar apko delhi metro map ki route ki achi knowledge ho to app asani se travelling kar sakte hai. Delhi metro route map ki help se app easily apni destination ki orh timely orh conveniently travel kar sakte hai. Agar apko delhi metro route map yaad ho jaye toh ye 1 achi baat hai fir apko kisi se kuch puchene ki koi jarurat nhi hogi. App apne apne app hi asani se decide kar sakogoe ki apko apni destination ke liye nearest metro kon si padegi.

 

 

 

 

 

Delhi metro route map images download- line-1 Dilshad garden to rithala (red line) :

 

Agar app iss route Dilshad garden to rithala ko Delhi metro route map me dheke toh app janege ki ye metro route ke bich 21 station ate hai. Metro route me ladbhag 25 kilometere ka area cover hota hai. Yaha par4 minut ke gap me metro chalti hai. It mean agar app 1 metor miss kar de orh app usi route me dusri metro 4 minut baad pakad sakte hai.

 

 

 

Station jo dilshad garden to rithala station me cover hote hai.

 

 

 

Metro station in Dilshad Garden to rithala metro station map metro route:

 

agar app  dilshad garden to rithala metro station route map dhund rahe hai. Toh app bilkul thik website par hai yaha par apko dilshad gardern to rithala metro station route ki information di jayegi. Ye metro route ko red line route bolte hai. Jisme lagbhag 21 metro station cover hote hia. Iss route me apko train interchange karke ke 2 option milte hai. Jisme app cashmere gate orh inderlok metro station par apni train ko change (meto badlne) kar sakte hai.

 

 

– Dilshad garden

-Jhilmill :

-Mansarovar Park

-Shahdara

-Welcome

-Seelampur

-Shastri Park

 

-Kashmere Gate :  kashmere gate red or yellow line bana ek metro station hai. Joki red line or yellow line  me as a metro interchange kaam karta hai. Ap kashmere gate se apni metro ko chage karke red line ki metro ko pakad sakte hai.

 

-Tis Hazari

-Pul Bangash

-Pratap Nagar

-Shastri Nagar

-Inderlok

-Kanhaiya Nagar

-Keshav Puram

-Netaji Subhash Place

-Kohat Enclave

-Pitampura

-Rohini East

-Rohini West

-Rithala

 

 

 

 

 

Delhi metro route map images download- line-2 jahangirpuri (badli) to huda city center (yellow line) :

Jahngirpuri orh huda city center delhi metro ka route jo ki app present me samyepur badli to huda city center route kehlata hia. App agar iss delhi metro ke route me travelling kate oth app 1 baat note karenge ki iss route me metro train ki availability kafii achi hai. App peak hours me sirf 3 minut ke underrr hi metro ko pakad sakte hia. Agar app app iss route Badli to huda city center, gurgaon  ko Delhi metro route map ke route par dekhe. Toh apko clealy anzada ho jayega ki ye route lagbagh 34 meto station cover karta hai joki delhi ncr ki 44 kilometer ke area ko cover karta hai. Iss route yellow line par hai

 

 

 

Metro station in badli to huda city centro metro route:

Agar ham huda city center, gurgaon to samyepur badly metro station, delhi ke bich ane wale metro station ki baad kare toh wo iss parakar hai.

 

 

 

Samypur badly

-Rohini sec 18

-Haiderpur

-Jahangirpuri

-Adarsh Nagar

-Azadpur

-Model Town

-GTB Nagar

-Vishwa Vidyalaya

-Vidhan Sabha

-Civil Lines

-Kashmere Gate

-Chandni Chowk

-Chawri Bazar

-New Delhi

-Rajiv Chowk

-Patel Chowk

-Central Secretariat

-Udyog Bhawan

-Race Course

-Jor Bagh

-Ina

-Aiims

-Green Park

-Hauz Khas

-Malviya Nagar

-Saket

-Qutub Minar

-Chhatarpur

-Sultanpur

-Ghitorni

-Arjan Garh

-Guru Dronacharya

-Sikandarpur

-MG Road

-Iffco Chowk –

-Huda City Centre

 

 

 

Delhi metro route map images- line3- noida city center  to dwarka sector 21 (blue line) :

 

Agar app iss bue line ke mero route ko  Delhi metro route map me dekhe toh app asani se dekh sate hai ki iss route me lagbagh 44 metro station cover hote hia. Jo ki 50 kilometer ke distance ko cover karte hai.

 

 

 

 

 

Metro station in noida city center  to dwarka sector 21 metro route:

 

Ye metro noida to dwaka metro route blue line par hai. Agar ham noida city center  to dwarka sector metro route ke bich ane wale metro stations ki baat kare toh wo iss prakar hai.

 

 

 

 

-Noida City Centre

-Noida Golf Course

-Botanical Garden

-Noida Sector 18

-Noida Sector 16

-Noida Sector 15

-New Ashok Nagar

-Mayur Vihar Ext.

-Mayur Vihar I

-Akshardham

-Yamuna Bank

-Indraprastha

-Pragati Maidan

-Mandi House

-Barakhamba

-Rajiv Chowk

-Ramakrishna Ashram Marg

-Jhandewalan

-Karol Bagh

-Rajendra Place

-Patel Nagar

-Shadipur

-Kirti Nagar

-Moti Nagar

-Ramesh Nagar

-Rajouri Garden

-Tagore Garden

-Subhash Nagar

-Tilak Nagar

-Janakpuri East

-Janakpuri West

-Uttam Nagar East

-Uttam Nagar West

-Nawada

-Dwarka Mod

-Dwarka

-Dwarka Sector 14

-Dwarka Sector 13

-Dwarka Sector 12

-Dwarka Sector 11

-Dwarka Sector 10

-Dwarka Sector 9

-Dwarka Sector 8

-Dwarka Sector 21

 

 

 

 

 

 

Delhi metro route map images- line4 download- yamuna bank to vaishali (blue line) :

 

yamuna bank to vaishali metro route  me lagbagh 8 metro station ate hai jo ki 6 kilometer ki duri ko cover karta hai. Iske awala ye route blue line ko red line se jodne ka kaam bhi bakhubhi karta hai. Agar app Yamuna bank ke metro station par pahuchana chahte hai toh app rajiv chock se change karke noida city center wali metro pakad sakte hai.

 

 

 

Metro station in yamuna bank to vaishali metro route:

Agar app Yamuna bank to vaishali metro route ko   Delhi metro route map me dekhte ho. Toh apko pata chalega ki ye blue line ka route 8 metro station cover karta hai.

 

 

 

 

 

-Yamuna Bank

-Laxmi Nagar

-Nirman Vihar

-Preet Vihar

-Karkardooma

-Anand Vihar

-Kaushambi

-Vaishali

 

 

 

 

 

 

Delhi metro route map images download- line5- Inderlok to Mundka (Green line) :

 

Inderlok to Mundka metro route laghbagh 13 kilometer ka distance cover karta hai. Iss metro me fair ka amount 8 se lekar 30 rupees tak hai. Fair ki value apki traveling ki destination par depend karti hai. Ye green line ki metro station 2 april 2010 se operation me aya hai.

 

 

 

 

 

Metro station in Inderlok to Mundka metro route:

 

Agar app Delhi metro route map me dekhe to apko patachalega. Ki ye metro station k jo inderlok to mundka metro route par hai lagbagh 14 station cover karta hai.

 

 

 

 

-Interlok

-Ashok Park Main

-Punjabi Bagh

-Shivaji Park

-Madipur

-Paschim Vihar East

-Paschim Vihar West

-Peeragarhi

-Udyog Nagar

-Surajmal Stadium

-Nangloi

-Nangloi Railway Station

-Rajdhani Park

-Mundka

 

 

 

 

 

Delhi metro route map image download- line6- badarpur to mandi house (Violet line) :

 

Delhi metro route map ke right lower side me dekhe toh apko ye badarpur to mandi house, violet line ka metro map dikhai dega. Ye metro route lagbagh 20 kilometer ke area ko cover karta hai. Ye line ito ko central secretariat se jodti hai.

 

 

 

Metro station in badarpur to mandi house metro route:

ye metro station badarpur to mandi house metro route lagbagh 18 metro station ko jodta hai. Jiseme janpath se lekar okhla, badarput tak ke sare station cover hote hai.

 

 

 

-Mandi House

-Janpath

-Central Secretariat

-Khan Market

-Jawaharlal Nehru Stadium

-Jangpura

-Lajpat Nagar

-Moolchand

-Kailash Colony

-Nehru Place

-Kalkaji Mandir

-Govindpuri

-Okhla

-Jasola Apollo

-Sarita Vihar

-Mohan Estate

-Tughlakabad

-Badarpur

 

 

 

Delhi metro station ka new rule- app apni ticket ki value ke according hi metro me time spent kar sakte hai.

 

Agar apki traveling ki timing delhi metro me di gai ticket value ke timing se jayada hai toh apko penalty pay kanti pad sakti hai. Halaki ye delhi metro me jayda der tak time spend karne ki penalty 10 rupees per hour or maximum 50 rupees tak hai.

 

Iss announcement se delhi metro apne passanger ki maximum limit of time of stay control karegi. New rules ke accoding ab app 18 rupees ki ticket karidhne par 65 minutes delhi meto me time spend kar sakte hai. Orh agar app 19 se 23 rupess tak ki ticket lete hai toh ye time badhkar 100 minuts it mean 1 hours 40 minut ho jata hai. Orh agar app 23 rupessse jyada ki ticket kharidte ho toh ye apko maximum time limit 180 minuts or 3 hours ho jati hai.

 

 

 

Delhi metro station ne smartphone android application launch ki- Delhi metro route map

 

Delhi metro sation ne 1 android application lunch ki hai jo apko metro se related sari information degi. Iss apps ko app apni android mobile me download kar sakte hai.  Ye applilication app apne iphones me bhi download kar sakte hai. App ye apnlication delhi metro ki official website http://www.delhimetrorail.com se bhi download kar sakte hai.

 

 

App delhi metro ki apps ka use karke niche di gai information le sakte hai:

 

-metro map and delhi metro route

– traveling time and fare rates

-metro time penality

-nearest metro station

– helline number

-security helpline number etc.

 

 

 

 

 

Delhi metro ne online recharge facility start ki – Delhi metro route map:

 

Dehi meto ne online metro card recharge karne ki facility start ki hai. App apne apne metro smart card ko online apne debit or credit cards se recharge kar sakte hai. App apne metro card ko delhi metro ki official website me jakar recharge kar sakte hai.

 

 

 

 

 

 

Delhi metro rules and regulation about luggage in hindi:

 

Agar app delhi metro me rojana traveling karte hai toh app delhi metro rules and regulation se known toh honge hi. But wo log jo delhi metro me kabhi kabhi traveling karte hai. Ase logo ko delhi metro ke rules ka pata hi hota. Orh wo anjane me hi kuch rules ko break kar dete hai. Wo delhi metro ke rules tod dete hai. Orh unhe pata bhi nhi chalta hia. Par jab unhe apne offence ke liye penalty deni padti hai. Takk unko pata chalta hai ki unhone delhi metro ko rules ko break kiya hai. But agar apko ye rules and regulation ke bare me pehle se hi pata chal jaye toh app asani se inhe follow karke apni traveling ko orh jyada sukhad orh behtak bana sakte hia. Orh app jante hai ki delhi metro me kya rules and regulation hai. Orh agar app delhi metro ka koi rules ko todte hai toh apko kya penalty milti hai.

 

 

 

 

 

 

Metro me jo rules allowed hai:

-line me khade hoye.

– ane saman ke bajan ko 15 kgs ke under hi rakhe. Delhi metro ka luggage se related rules ye hai ki app 15 kilograms tak ka luggage ko delhi metro me leja sakte hai. Orh luggage ki length 60 cm , breadth 45 cm orh height 25 cm se jayada allowed nhi hai.

-escalators ke use karne ke turant baad ussse dur ho jaye.\

– hamesaha dhyan rakhe ki apki train sirf 30 seconds ke liye stop par rokti hai.

 

 

 

 

 

 

Metro rules wo chize jo metro me karna allowed nhi hai:

  • Kane yogya kad pratarth metro me na laye.
  • Metro me pets (janwaro) ka lana mana hai.
  • Meto me smoking karna mana hai.
  • App bina metro smart card or token ke bina metro me travel nhi kar sakte ho.
  • Journey ke doran app apni token or card ko kisi dusre passanger se share na kare.
  • Metro ka wait karte time platform me bani yellow line ko kafii cross na kare.
  • Meto ki chat par bethkar traveling karne ki koshis nhi kare.
  • Jabardasti meto ke doors ko open karni ki koshis na kare.
  • Metro ke under koi poster na lagaye.
  • Metro train ke couces me tez song chalana mana hai.

 

 

Delhi metro time penalty in hindi:

Delhi metro apne rules and regulation ki strictness se jana jata hai. It mean app agar delhi metro me travelling kar rahe hai toh apko delhi metro ke rules and regulation ko follow karna hoga. Ohr agar app ise nhi follow karoge toh apko kaffi penalty deni pad sakti hai. Har offence (gurm) ki alag- alag penalty hai. For example app nirdharit time se jyada der tak delhi metro ke underrr rehte hai. Toh apko delhi metro time penalty ke unterghat 10 rupess per hours tak dena pad sakta hia. Iss penalty ki adhiktam fine hai 50 rupees.

 

 

 

 

Offece1- delhi metro station ke underrr alcohol or sharab pina.

Delhi metro penalty1– apko delhi metro me alcohol pite hua pakda gaya. Toh apko 500 rupees tak ka gurmana ho jaskta hai. Orh apki tickets ko japt kar lia jayega.

 

 

Offence 2: delhi metro me passengers ko hurt karna.

 penalty2-agar app delhi metro me travelling karte time durre passengers ko janbujkar hurt karte hue pakde jate ho. Toh apko umarked or 10 saal ki jail ki penalty mil sakti hai.

 

 

 

Offence 3: laparwai se passenger ki safety (suraksha) ko hani pahujana.

 penalty3-Agar app sabi passenger ki suraksha ko hanni pahuchate hue pakde jate hai. Toh apko 7 saal tak ki jail ki penalty ho sakti hai.

 

 

 

Offence 4: Delhi metro me offensive material lana.

 penalty 4- agar app delhi metro me koi offensive material ( wo saman jo delhi metro me leja allowed nahi hai) le jate hue pakde jate hai. Toh apko 500 rupees tak ka penalty ho sakti hai.

 

 

 

 

 

Offence5: agar app delhi metro me koi dangerous material late hai toh.

 penalty 5- Agar app koi khatarnak pradarth delhi metro me late hue pakde jate hai. Toh apko 5000 rupees tak ka penalty or 4 saal tak ki saja ho sakti hai.

 

 

 

Offence6: agar app bina ticket or smart card ke unauthorized entry karte hai.

penalty 6-Agarr app delhi metro me travelling karne ke liye unauthorized tarike se entry karte hue pakde jate hai. Toh apko 250 rupees tak ki penalty or 3 month ki jail ki penalty ho sakti hai.

 

 

 

Offence 7: delhi metro station me lage poster ko harana or unhe nuksan pahuchana.

Delhi metro penalty 7-Agar app delhi metro me lage koi advetisment poster ko hatate hue or use hanni pahuchate hue pakde jate hai. Toh apko 1000 rupees tak ki penalty or 6 months tak ki saja ho sakti hai. Iske alawa app agar delhi metro ki wall par koi poster lagate hue bhi pakde gaye toh uske liye bhi same penalty hai.

 

 

 

 

Offence 8: metro track me chalne ki penalty.

penalty 8-Agar app metro track me walking (chalet hue)  pakde jate hai. Toh apko 6 month ki jail or 500 rupees ka penalty or dono ho sakte hai.

 

 

 

 

Offence 9: meto me illegal tarike se koi saman or metro ticket ko sell karna.

Delhi metro penalty 9-Agar app delhi metro me illegal tarike se koi vastu or item sell karte hue pakde jaye. Or app delhi metro me milne wali ticket ko resell karte hue pakde jate hai toh. Apko 500 rupees ki penalty or 3 se 6 month ki jail ki saja or dono ho sakte hia.

 

 

 

 

Offence 10: delhi metro me bina ticket or smart card ke travelling karna.

 penalty 10-Agar app delhi metro me bina kisi smart card or ticket ke bina safar karte hua pakde jate hai. Toh apko 1 month ki jail or 50 rupees tak ka jurman or dono ho sakta hai.

 

 

 

 

Offence 11: delhi metro ki property ko damage karna.

Delhi metro penalty 11-Agar app delhi metro ki property ko nuksaan karte hue or damage karte hue pakde jate ho. Toh apko 10 saal tak ki jail ho sakti hai.

 

 

 

 

 

Offence 12: agar app delhi metro me lage alarm ka misuse karte ho.

 penalty 12-Agar app bina kisi karan ke alarm press karte ho. Orh app delhi metro me bane alarm ka misuse karte hue pakde jate ho toh apko 1saal tak ki jail ki penalty ho sakti hai or 1000 rupey tak ka jurmana ho sakta hai or dono bhi ho skate hai.

 

 

 

 

Offence 13: metro ke kaam (operation) or metro ke employee ko kaam karne se rokna.

penalty 13-Agara app metro ke operation ko rokte hue pakde jate hai toh apko 4 saal ki saja or 5000 rupees tak ki penalty ho sakti hai. Or apko dono chije jail or paise dono ki saja ho sakti hai.Iske alawa agar app delhi metro me kaam karne wale karamchario ko unke duties ko karne se rokte hue pakde gaye toh apko 1saal ki saja or 1000 ka jurma or dono ho sakta hai.

delhi metro map karne ke liye app delhi metro map image par right click kare. or apne computer me save as optin me jakar is save kare.ye delhi metro route map image app apne andoid mobile or smard phone se bhi download kar sakte hai.

also read:

hindi sad song hindi sad song hindi sad song

 

 

agar apko ye post about Delhi metro map image route wallpaper jankari in hindi pasand aye. toh please ise apne dosto ke shath jaru share kariyega.

2 Comments

Leave a reply