Essay on my favourite teacher in Hindi happy teachers day essays speech poem quoto in hindi language for kids for class 5 1000 or more words meri adhyapika nibandh

essay on my favourite teacher  in Hindi happy teachers day essays speech poem quote in hindi language for kids for any class:

essay on my favourite teacher in hindi yaha par hai. agr app happy teachers day essays , essay on my favourite teacher in hindi dhund rehe hia. toh app sahi article pad reahe h. yahapr ham hindi me happy teachers day essays pr likhne jaa rhe hia. chahe app choti class me ho like 5th class or 3rth class or badi class ke studends ho like doing mba, b.com. har koi students ko teacher day ke liye ek essay or speech banani hoti hai. takki wo teacher days par uss speech or poem ko apne teacher ko sunakare apni feeling ko share kare sake. apki isi baat ko dhayn me rakhe hue ham yaha best teachers day speeches or poem ke sath sath best happy teachers day essay provide kar rehe hai.

 

 

 

 

 

essay on my favourite teacher in hindi :

Bhartiy sankruti me guru ko bhagvaan tuly btaya gaya hai . guru hame hamare juvan ka sahi matlab sikhata hai. Hame admi se inaasan bnata hai . guru ke bina hame apne margdarshn nhi mil skta . es bharat bhumi pr anek mahan guru hue hai . jinhone aone gaayn or margdarsh se apne shish ko sarabhor kiya hai . guru ke bina hum kuch nhi . maa-baap hame chalna sikhate hai , jab hum girte hai to hume uthna sikhate hai. Hamri har jarurako ko pura krte hai . lekin guru hame duro ko kaise sambhale ,unka hath kaise musibat me pakde. Dusro ki jarurat kaise puriu kre , kamjor insaan jab gire to usse kaise uthaye ,ye hum guru se hi sikkhte hai. Because the teachers of light of life.

 

 

Essay on my favourite teacher in Hindi- teachers day speech in hindi with poem quoto 1000 words nibandh number 1 to 10 :

 

 

 

 

 

  1. Hamari sankriti me guru ko bhagvaan se bhi upper maana gaya hai.
  2. Mahabharat me jab arjun ke saamne bhagavvan or unke guru khade hote hai . tab wah asmnjas me pad jate hai ki pahle kiska charan spersh kre .
  3. Phir ke pair chute hai . tabhi to kaha gaya hia guru govind dou khade kaake laagu paav, balihari guru apko, govind diyo btay.
  4. Guru hame hamare jivan ka sahi mtlb sikhata hai . hume acha inssan bnta hai .
  5. Jivan me kayi bar aisa hota ki hum apne khud kef aisle nhi le pate.faimly se bhi nhi bol pate .tb guru hamara margdarshan krta hai .
  6. Hamre under chupe hue kalakar ko bhahar nikalta hai or hum eek nayi pechaan deta hai .
  7. Bharat bhumi pr aneko vidvaan paida hue. Jinhone apne gaayn or bhudi ke saagr me es desh ko sarabor kiya .
  8. Esse hi mahan vakti the sarv palli radhakrshnan . unhi ki yaad me har saal 5 september ko teachers day celebrate kiya jata hai .
  9. Unke anusaar shiksha har burayi ko jad se mita skta hai. Chahe wo atangbaad ho ,garibi ho ,bhkhmari ho , es dure ko lekr man me kadvaahat ho . sahi tarike se agar shiksha ko lagu kiya jaaye to en sabhi burayaio ko jad se mitaya jaa skta hai.
  10. Unhoine shiksha ke chhtr me apna bahumul yogaddad diya hai. Wo chahte the ki ssamj ka har ek warg ko education mile .

 

 

 

Essay on my favourite teacher in Hindi- teachers day speech in hindi with poem quoto 1000 words nibandh number 11 to 20 :

 

  1. Chahe garib ho ,amir ho koi bhi warg shiksha se achhuta na rahe .
  2. Logo ne unke janmdivaas ko ek national level pr celebrate krne kki eccha jati .to unhone bola ki wo cchate hai har saal 5 septenber ko teachers day ke roop me unka jan divas mnaya jaaye.
  3. Ye swatntr bharat ke pahle uprashpati the jo 1952 me bne. 1962 me rashpati. Enhone shiksha ke chhter me bahut sudhar kiya .
  4. Shiksha ki naya system laagu kiya.
  5. Sarvpalli radhakrshnan ka manna tha ki insaan ke charitr , vaiktitv nirmaan me shiskha bahut jaruri hai .
  6. Jab ek desh ke log padhe likhe honge tabhi uska rashty unnati ke shikhar ko chhu skt hai . apne liya to sb jite hai lekin duro ke liye kaise jiya jaye ye guru btata hai .
  7. Apne guru ke margdarshn me hi arjune ne mahabharat ka uudh jita .
  8. Apne guru se shikhsa paa kr hi raam ek adrshvaadi putr bne . jinhone dharm ka nirmaan kiya raavan jaise dusht ko maarkr .
  9. Guru ke bina hamara jivan andhkaarmay ho jata hai . jivan ko roshni rupi rsh pr le jaane ke liye , guru roopi diye ki jaarurat padti hai .
  10. 5 sepetember ko har saal sarvpalli radhakreshnan ki yaad me teachers day mnaya jata hai . teachears kisi bhi desh ki snskriti ke nirmaata hote hai.wo hame hamari har preshanoi se bahar nikalte hai . hamara margdarshan krte hai .

 

 

 

 

Essay on my favourite teacher in Hindi- teachers day speech in hindi with poem quoto 1000 words nibandh number 21 to 30 :

 

  1. Bacho ko 3-5 saal ki umr me school me dalva diya jata hai . bacho ka mn kore kaagj ki tarah hota hai . ess age me unhe jo bhi shiksha di jaajye wo ussi ko apnate hai . ek guru bacho ke under ache sanskaaro ka smavesh krta hai .
  2. Hamare under ki ability ko duniya ke saamne late hai . hame life me aage bhaden ke liye motivate kerte hai .
  3. Hame hamesha apne guru ki respect krni chahiye . kaha bhi gaya hai jo apne maa baap or teachers ki respect nhi krta wo life me kabhi aage nhi bhad skta hai .
  4. Ajkal log paisa kamane,apni life ko behtar bnane ki hod me lage hai . ess me wo apne bacho ko time nhi de paate hai . bache maa baap ka sahi margdarshan na mil pane ke kaarna galat rrah pr chlte hai . ess me bacho ko sahi raasta ek teacher hi sikhata hai .
  5. Hamari saqnkriti me guru ko sabse ucha maana gaya hai. Shivaji maharaJ ,Rana prtab , ye sabhi apne guru ka margdarsh paakr hi ,apne jivan me safal hue . aj bhi duniya enhe yaad krti hai .
  6. Teacghers hamesha apne students ko lif me success hote dekhna chahte hai . wo ek ache insaan bne , logo me unki pehchan unke ache kaamo se ho ,teachers yahi chahte hai.
  7. Teachers ek rasht ki sanskriti ke chatur malik hote hai ,wo apne hard work ,se bacho ki sanskriti ko majbut krte hai . jisse desh ka bhavishy ujjwal ho .
  8. Bache hi desh ka bhavish hai, jisss country ke logo ka charitr acha hota hai , unme ache gudo ka samvesh hota hai ,wahi desh tarakii or unnatii krta hai . ye sab guru ki wajah se hi sqmbhav hai .
  9. Shikshak ko bhi hare k bacho ko puri adharbhut shiksha deni chahiiye .
  10. Ek acha engineer wahi kehlaata hai jo ess bhavan ka nirmaan kre jiski neev majbut ho. Uska dhacha aisa ho ki sb usse dekhte reh jaaye . ussi tarah ek guru ka bhi yeh kartav hai ki wah bacho ko shiksha ke naadhayam se unki neev ko majbut kre ,unhe sanskritik ,samajik ,aadhaytmik , shiksha di jaae . taki bache ek deep bn kr apne desh ,saamaj ,family ke naam ko roshan kre .

 

 

Essay on my favourite teacher in Hindi- teachers day speech in hindi with poem quoto 1000 words nibandh number 31 to 40 :

 

 

 

  1. Ek engeener ke dawra bnaya gaya yadhi bahvan ki neev msjbut hia to uss pr jitni nhi emmrte khadi kr do wo uski neev heel nhi skti . ussi prkaar agar guru apne ,students ki nev ko pahle se hi majbut kr dega to bache aage jaakr ,har firld me apne aap ko sabit kr skte hai . wo khud ki alag pehchaan bna skte hai .
  2. Aj ku bache galat raah pr chal rahe hai .hum dekhte hai ki cchoti umr me hi wo chhori ,sharab ,sigret ,jhoth bolna , en sabhi gndi aadto ko apna lete hai .
  3. Eske 2 kaarn hai ,pehla unhe maa baap ki sahi parvarish nhi mil paati ,maa baap unhe time nhi de paate . dusra kaarn hai unhe teacher ka margdarshan nhi mil paat hai .
  4. Agar bache abchpan se hi en sb buraiyo ke aadi ho jaae nge toaage jaakr unhe achi shiksha dene ka ko phada nhi hai . bacho ka mn kore kaagaj ki tarah hota hai . bachpan me unke man roopi kaagaj pr jo likh diya jaae ,jo shiksha di jaae ,ussi ke anusssar aage bhi chaltae hai .
  5. Family alsar apne bahe ki galti ko chupati hai. Jab bache galat kaam krte hai to maa baap pyaar me aaakar bacho ko daate bhi hai . lekin ek teachers hame hamri galti hone pr usko feel krta hai or life me aage na krne ko salah deta hai .
  6. Esliye kaha jata hai , jiss prkaar saaf paani se saare kichad dhul jate hai thik ussi prkaar guru ek shital jal ki bhati hamare avgudo ko saaf krke ,hamare under gudo ka smavesh krta hai .
    1. Shiksak ko bacho ke under insaaniyat ,desh prem , dayaluta , maanvata jaise gudo ka smavesh krna chahiye .

 

  1. Bacho ko engenner ,doctor ,laywer bnaae ke sath sath ,yeh bhi dhayn rakhna chahiyr ki wo ache inaasn bhi bne .
  2. Teachers desh ke bhavishy nirmaata hote hai .esliye bacho ka pura vikaas krnaa chahiye achi shiksha dekr .
  3. Guru won hi jo kewal kitabi shiksha de . guru to wo hai jo apne students ko jivan ki sachayi se avgat krwae .usse ek acha inassan bnaye .
  4. Chakrvati mahan ashok ko hamesha unke guru ne sikhaya hai ki koi bhi ladayi hinsa se nhi jeeti jaa skti . hinsa akhiri raasta hona chahiye kisi bhi laadyi ko jeetne ka. Apne guru ke gaayn ,unkae arthshastr ke gaayn ke madtham se hi woe k kushal raja bn paaye .

 

 

 

 

happy teachers day essays in hindi- Essay on my favourite teacher teachers day speech in hindi  for kids of class 5 nibandh number 41 to 50:

 

  1. Unme ache gude ka vikaas charaky ne kiya . wo jaante the ki ess bharat bhumi or akhand bharat ka nirmaan ashok hi kr skte hai. Charaky ne unke ander ki pratibha ko pehchan . unhe shiksha yodth niti sikhayi jisse wo ek mahan raja bnne me safal hue .
  2. Duniya aj bhi uss mahan guru or shishy raja ashok ko yaad krti hai . charvartti ashok hamesha apni praj ki bhalyi ke liye kaam kiya . kabhi hinsa ka marg nhi apnaya . ye sab chakry ka hi prbhav tha .
  3. Kaling youdth me hue narsanhar ke baad ashok me bodth dharm apna liya . unhe ess narsanhaar se bahut dukhi hua . unhone pratigya li ki kabhi kisi bhi rajy se youdh nhi krenge .
  4. Kabir jinhone apne shishy ko hamesha ye shiksha di ki jaati paati ko nhi maanni chaiye . inaasn se kisi bhi jaati ka ho hamesha sbse saman vevhaar krna chaiye .
  5. Kabhi ke bahut sari sakhakhiya likhi hai jisse lig aj bhi padh kr shiksha lete hai . apne jivan me usss utarte hai jisse logo me ache gude ka vikas hota hai .
  6. bada hua to kya hua ,jaise paid khajur ,panchi ko chhaya na milye ,phal lage ati dur. Kabir dwara kahi gayi ess skakhi me jivan ka bahut achi shiksha chhupii hai .
  7. ki bde hoone se kuch nnhi hota hai . hume bdo jaisa vevhaar bhi krna chaiye . agar chhote se galti ho jaaye to unhe maaf kr dena chaiye . unhesmajhana chaiiye taki dubara wo galti na kre .
  8. kumhaar mitti ke bartan banata hai .wo jaisa bbhi roop bartan ko deta hai ,bartan ussi roop me privartit ho jata hai . jteacher bhi ussi kumhar ,ki tarah hai or bache bartan ki tarah. Wo unhe jaise baate bataenge ,unhe sikhayenge wo ussi prkaar aachran krenge .wo ussi prkaar behavoour krenge .
  9. teachers ko bache ke sath ek friend ki tarah rehna chahiye . ess bache apni problems ko share krnege . apni har baat teacher ko batenge . jisse bacho ke uunder teacher ki liye respect or bhad jaati hai.
  10. Jaha teachers ki responsibility hoti hai wahi bache ko bhi chahiye ki wo hamesha unaka kehna maane. Jo baa two nhi maan rahe unhe khul  ke liye ko important di gaayi . uss time kayi collages ,school bnavaye gaye .

 

 

happy teachers day essays in hindi- Essay on my favourite teacher teachers day speech in hindi  for kids of class 5 nibandh number 51 to 60 :

 

 

  1. Bharat me kayi tarah ke log rehte hai ,amir garib .amiro ke liye shiksha pana mushkil nhi tha .pr garib jinke paas khan ke liye 2 waqt ki roti nhi hoti thi ,wo apne bacho ko kam pr laga dete the taki wo kuch kama ske .
  2. Bal majduri se baccho ka bha Vishay andhksar me chala jata hai .unke atakvaadi bnne ,chhori krne ki chance or bhi bhad jate hai .
  3. Tb hamare desh ke 1stprime minister javahar lal Nehru ne ess pr gambhirta se socha . bahur se gaavo me school se khulvaaege . 5th claas ki primory education ko free kr diya gaya .
  4. Scholorhip ,paise jaise syvidha uplabd krvayi gayi . jiise log motivate ho bacho ko school bhejne ke liye .
  5. Gayn ka dipak guru jalate , agyaan roopi andihyara mitae , gaayn roopi dhan deker , pragti marg pr hame bhadate. Aise hote hai guru.
  6. Chaehe unka student hindu ho ,muslim ho ,ye kisi or jati ka ho .pr jab gaayn dene ki baat hoti h to guru apne kisi bhi shishy me phark nhi krte .
  7. Unke liye har bacha unka shishy hai jisse kal yug nirmata bnna hai.
  8. Sanskriti ,sabhyata ,samajikta ka nirmaan guru hi krta hai . wo bacho ko desh ki sankriti se avgat krate hai .mahan rajao ,unki kahani ke madham se unhme desh bhakti ki bhawna ko jagate hai .
  9. Apas me miljukr rahna sikhaate hai .jiise bacho ke mn me ladayai jhagde jaise or jaat paat jaise bhawna paida nhi hoti hai .
  10. Sahi hi kaha gaya hai, jivan ke har andher me roshni dekhate hai ap ,bnd ho jaaye sare darvaje toh naya raasta dikhate hai aap ,sirf kitabi gaayn nhi ,jivan sikhate hai ap.

 

 

 

 

 

 

happy teachers day essays in hindi- Essay on my favourite teacher teachers day speech in hindi  for kids of class 5 nibandh number 61 to 70:

 

  1. Jab hame lagta hai hum life me kuch nhi kr skte hai ,sare darvaje bnd ho gaye ,jab hum niraas ho jate hai.tb guru hame rasta dikhate hai . hame roshni dete hai .guru hamesh apne students ke under positive thingking bharte hai .jo bacho ko hamesha motivate krta hai . bache kabhi har nhi maante .
  2. Teachers day Dr. sarvpalliradhakrshnan ki yaad me ghar saal 5thSeptember ko mananya jata hai.
  3. Unka janm 1988 me telgu bhramin family me hua tha . unke father ka naam sarpalli virasami tha .unki mata ka naam shaama tha .
  4. 1906 me unki sadi ho gayi . bachpan se hi unhe padhne ka bahut shokh tha. unhone m.a ki degree li or collage me padhane lage . 18 saal ki age me unka pehla lekh publishe hua. Tb wo sirf 18 saal ke the .
  5. Sarvpalli radhakrshanan ke anusaar ek teacher bacho ka bhavish saavar skta hai . unke under desh prem ki bhawan ,apne pan ki bhawan ko jagata hai . jo dande phased ,atankvad jaise buri chozo ko piche chhod deta hai . jo bacho ke bhavishy ko kroshan krta hai .
  6. Bacho ke under kayi aise partibha hoti hai jinhe maa bap bhi nhi pechan pate hai. Uss prtibha ko guru pehchanta hai .usse duniya ke samne lata hai . chahe unke students kamjor ho ya intelligent teachers sbko sath lekr chlte hai.
  7. Wo kamjor students ka sath kabhi nhi chhodte . unki daat me bhi sikh chhupi hoti hai . hamari bhalyi ke liye daate hai . jo aage jakr hame liye achi hoti hai.
  8. Shikask waqh hota hai jo ek bagiche ko alag rang ,alag khushboo ke phoolo se sajata hai . bacho ko kaato pr bhi muskurakr chalana sikhate hai .chhharo taraph apne prem roopi khushboo kephelane ke liye  motivate krta hai.
  9. Teacher sabhi students ki balayi chahte hai . unka kalyaan lrna chate hai. Ek acha shikshak apne students ka hath kabhi nhi chodte . esliye baacho ko bhi unke es hardwork ko nhi bhulna chaiye .
  10. Shri ram or kirshn ne bachpan me hi apna gher chod diya tha ,shiksha pane ke liye . apne guru se shiksha paayi ,tabhi ram ek maryada purushotam bête kahe jate hai .unhone ravan ko maar kr dharm ki esthapna ki .

 

 

Essay on my favourite teacher in Hindi- teachers day speech in hindi with poem quoto 1000 words nibandh number 71 to 80 :

 

 

  1. Bhagvan shri krshna ne kans jaaise atachari ko markr .samaj ko yah btaya ki burayi ki hamesha har hoti hai . ye sab unki guru ki shoiksha se hi sambhav hua

 

  1. Purane samya me rishi muni apne guru se gaayn praapt krke hi apne jivan ko saphal bnate the .
  2. Ache guri ki talash me sabhi bhatakte rehte hai . pr gooru roopi uphaar bhi nasib valo ki hi milta hai.
  3. Prachin kaal me shoiksha guru kul me di jati thi . aj ye shiksha bde bde building me,alishan bhawano me di jati hai . lekin shiksha ka estar pahle se or bhi acha ho gaya hai .
  4. Pr aj kal bacho ko itni freesom di jane lagi hai ki koi bhi kaam krne se pahke wo kisi se nhi puchte . apna malik khud ko samjhne vali bhawan aagayi hai .
  5. Jiss tarah ek acha teacher hamesh ,jivan ke har mod pr apne students ka sath deta hai ,uss tarah ek acha student bhi apne teachers ki respecgt krta hai .hamesha uske gudo ko apne under lata hai .unki kahi gayi baat ko yaad rakhta hai .
  6. Eklav ne drodachary ko apna guru maan liya ,pr jb unhone eklav ko dhanurviday sikhane se man kr diya to .eklav ne unki murti bnakr saamne rakh li .or dhanurvidya ka gaayn prapt kiya .ye sach me adbhut hai .
  7. Viday dati vinayam ,yani viday paakr inassan vinram ho jata hai. Jaat paat ,ladayi jhgda njaise bhwana dur ho jati hai . wo sbse politliy baat krta hai. Padha likha vekti hamesha vinram hota hai.
  8. Jivan jine ki kala sikhate hai shiksak . kalyug ke ess yug me maanv apne jiimaedari ko bhulta jaa raha . sb competition me lage hai . koi paisa kamane ke compition me .koi kisi se aage niklneke compition me .
  9. Mai ,mai or mai jaise bhwavna logo me aati jaa rahi hai .eska effect bacho pr bhi padh raha hai . gher me bachpan se hi bta diyia jata hai ki bde hokr kya bnna hai . usse class me sbse jasda number lana hai.

 

 

Essay on my favourite teacher in Hindi- teachers day speech in hindi with poem quoto 1000 words nibandh number 81 to 90:

 

  1. Bacho ko aage bhadne ki bhawan deni chahiye pr dusro ko niche dikhakr ,duro ke bare me soche bina ,hamesha apnea bare me sochne ye galat hai. Aise bhawna ko teacher dur krte hai . dusro ke bare me sochne ke liye ,unki help kren ke liye motivate krte hai. .
  2. Agar ek guru ka saya na mile to hum kabhi apni manjail ko nhi paa skte . ess andher sansaar me hamesha bhtakte reahenge .
  3. Traffic lights ,road ,galiyio ,sadko pr hazaro aise bache apko mil jaaenge jo kuch na kuch bechte rehte hai . bhikh maangte hai .
  4. Car sise pr khatktate hai ,taki koi unhe 2 ya 3 roope de de . ku aise halat hai hamere sesh ki .because garibi ,acha education ki kami ki vajah se aj hamre desh me bacho ki ye halat hai .
  5. Unhe ek guru ka ashirvaad nhi mil paat jo apne gayan sanskaaro se unka bhavishy ujjwal kr skta hai.
  6. Jivan jine ki kala guru sikhata hai ,apne gudo se ,apne features se kaise apne jivan ke kore kaagaj ko sikhye eski rashay guru hi btata hai . hame kabhi apne teachers ko nhi nhulna chahiye .
  7. Ager hum unnki respect krenge tabhi life me aage bhad skte hai . aher wo kabhi daate bhi to hame ghussa hone ki bjaye ,ussme chhupi sikh ko dhudhna chaiye .
    1. Teacher is a trak of life . jo apne gaayn ,gudo se ham ess layak bnate hai ki hamra jivan roopi train bina rukawat ke chalyta rehta hai .
  8. Teacher ke beena humara jeewan wayarth hai. Without teacher our life is totally weast.
  9. Ek guru hi hume yah batata hai kai. Humare jeewan ka asli maksat kya hai. Mai bhi aj job hi hu . jaha bhi hu. Or jaisi bhi hu. Shayad apne guru ki vajah se hi hu. Unhone mera humesa sath diya. Mere jeewan ke lakshya ko pura karne me. He always stand with me in any situation . and problem in my life. My teacher is best teacher in my life. And my teacher is best teacher in whole world………
  10. Mai yaha par apne two teachers ka name batana chahungi. Jinhone life ke har kadam par mear sath diya. Jab mai kabhi haari hu to unhone mje sahara diya. Jab kabhi mje ye laga ki mai ab kuch nahi kar sakti hu . mera jeewan wayrth hai. Tab unhone mje apne paas bitha kar samaya hai. Mai ye kehna chahti hu ki mere teachers mere liye sab kuch hai……..or mai apne aap ko bhut lucky manti hu ki both are my teachers ……thanks for being my teacher…un dono ka name hai….(1)”kaisher sir” & (2)”pragya mam…….”….. both are the best teacher . in my life and whole world.

 

 

 

essay on my favourite teacher in hindi – teachers day speech in hindi with poem quoto 1000 words nibandh number 91 to 100:

 

 

 

  1. Teacher ne hi hume yah bataya hai. Ki bhagwaaan hai. Teacher ne hi hume god ke paas jaane ka rasta bataya hai.
  2. Agar teacher na hota hota. To hume yah kabhi pata nahi chal pata ki god hai . is duniya mai…. Agar teacher nahi hota to hume kon batata ki …. Duniya itni khubsurat hai…. Or is duniya me god bhi hai…. Teacher ne hi is duniya har khubsurat cheez se hume aware karya hai…..
  3. Teacher hi hamare jeewan ka sahi matlab batata hai… humare jeewan ko sahi disha pradaan karta hai… hume sahi raah par chalne ki education deta hai…. Jeewan ka asli matlab ya hai isse hume awgat karata hai…
  4. Teacher is the best book in our life…….jisko hume dhyaan se padhna chahoiye… jisko hume dhyaan se sunna chahiye…
  5. Wo kehte hai na ……..tum hi sathi tum hi sahara … tum ne mje tab samjya bjab mai tha apni zindagi se haara.
  6. Hume apne teacher ka sammman karna chahiye… or unki har baaat manni chahiye…apne teacher ka kabhi bhi anaadar nahi karna chahiye… hume apne teacher ki har baat ko dhyaan se sunna chahiye … or na keval dhyaan se sunna chahiye.. balki apne real life me bhi isko apply karna chaiye….agar hume ek acha insaan banna hai..or apne life me successfull hona hai to . hume apne teachers se advise leni chahiye… this is the best way to get success.. and to get any thing……
  7. Teacher ka place god se bhi bada hota hai… or god se kabhi bhi koi mistake nahi ho sakti hai… kuki god perfect hote hai.. like teacher.. iteacher ko god ka darza isliye diya gaya hai kuki…god always humare bhale ke liye sochte hai or wo humare sath humesa rehte hai… chahe hum koi kaam accha kare.. ya koi kaam bura kare… ache kaam me god humesa humare sath rehte hai.. and bure kaam me wo humeasa hume advise dete hai.. ki hume kabhi bhi koi bhi kaam galat nahi karna chaiye.. kabhi bhi koi aisa kaam nahi karna chahiye jisse dusro ko dukh pahuche..
  8. Teacher hume yah batata hai ki hume koi bhi aisa kaam apne jeewan me nahi karna chaiye.. jisse dusre humse dukhi ho.. or humse baat karna pasand na kare… hume humesa dusro ki kushi ka dhyaan rakhna chaiye….
  9. Teacher is the best way to learn any thing…. Teacher is the best way to learn new. New things in our life.

 

Essay on my favourite teacher in Hindi- teachers day speech in hindi with poem quoto 1000 words nibandh number 100 to110 :

 

 

  1. Ek teacher me bhut saari good qualities hoti . jiski wajah se woe k good teacher kehlata hai.
  1. An ideal teacher is someone who has a combination of qualities, such as being very knowledgeable on his subject,’
  1. able to effectively manage his classroom, genuinely enjoys teaching and dealing with students, has high exp..An ideal teacher is someone who has a combination of qualities,
  1. such as being very knowledgeable on his subject, able to effectively manage his classroom, genuinely enjoys teaching and dealing with students, has high exp…
  1. ek teacher aisa hona chaiye jiske paas hark pi baitjna chahe. Jisse har koi padhna chaahe. Jo apni baat ko easily . dusro ko samjha sake.. tatha jiski baat ko har koi samj sake. Ek teacher me ek teacher ki sabhi qualities hone chahiye…. Tabhi wah ek good teacher ban sakta hai. Or ek good teacher keh la sakta hai…
  2. agar hum ek good teacher ki baat kare… to ek teacher ko hardworking hona chahiye.. ek sahi adviser hona chahiye… ek acha insaan hona chahiye….
  3. To be a good teacher, be organized, build strong relationships. And good and good comuunication skills and high educated along with well educated’
  4. develop communication skills and have well defined rules. The success of students largely depends on the quality of their teachers, notes the Great Schools ..and colleges…
  5. Ek teacher ki good personality honi chahiye… good nature hona chahiye.. and hard wohona chahaiye…
  6. If we talk about a good teacher.. to ek teacher ko time ka punctual hona chahaiye… aisa nahi hona chahaiye ki wo kuch or time de.. or kisi or time par aaye… ek achha teacher wahi hota hai to time ka dhyaan rahe .. or punctual ho time ka…

 

 

  1. Ek teacher ko well maneerd hona chahiye… uske life ke kuch good rules hone chahiye.. jisko har koi follow karna chaahiye… ek acha teacher wahi hota hai .. jo time ka dhyaan rakhe… hard workin ho… always such bale.. kabhi bhi jhooth na bole apne student.. ya kisi or se…. or humesa apne rules ka dhyaan rakhe…. Or sabko life ko jeene ka ache ache dhang bataye that is the good teacher. ye best essay forteacher in hindi

“EK ACCHA GURU  WAHI HOTA HAI….JO APNE SHISHYON KO BHI GURU BANAYE.

agar apko ye post abut essay on my favourite teacher in hindi acha lage. toh ise apne dosto ke sath jarur share kre.

 

2 Comments

Leave a reply